Faiz Ahmed Faiz 2 Lines Poetry | Faiz Ahmed Faiz Poetry | 2 lines Urdu Shayari
![]() |
faiz ahmad faiz 2 line heart touching urdu sad poetry |
guloon miain rang bharay bad-ai-nobahar chhalay chhalay b aao kay gulshan ka karobaar chhalay qafas udaas hai yaaro !! sab sai kuchh tou kaho kahiain tou baihr-ai-khud aaj zikr-ai-yaar chhalay jo hum pay guzri so guzri magar shab-ai-hijraan humarai ashk tairi aqbat sanwaar chhalay muqaam faiz koi raah miain jachh haiai nahi jo koy-ai-yaar sai niklai tou soy-ai-daar chhalay
Aab Kay Yoon Dil Ko Saza Di Hum Nay
Us Ki Her Baat Bhula Di Hum Nay
Eik , Eik Phool Bohat Yaad Aaya
Shakh-E-Gul Jab Woh Jala Di Hum Nay
Aaj Tak Jis Pay Woh Shermatay Hain
Baat Woh Kab Ki Bhula Di Hum Nay
Sheher-E-Jahan Rakh Say Abad Hua
Aag Jab Dil Ki Bujha Di Hum Nay
Aaj Phir Yaad Bohat Aaya Woh
Aaj Phir Us Ko Dua Di Hum Nay
Koi To Baat Hia Us Main Faiz
Her Khushi Jis Pay Luta Di Hum Nay!!
Aab Kay Yoon Dil Ko Saza Di Hum Nay
Us Ki Her Baat Bhula Di Hum Nay
Eik , Eik Phool Bohat Yaad Aaya
Shakh-E-Gul Jab Woh Jala Di Hum Nay
Aaj Tak Jis Pay Woh Shermatay Hain
Baat Woh Kab Ki Bhula Di Hum Nay
Sheher-E-Jahan Rakh Say Abad Hua
Aag Jab Dil Ki Bujha Di Hum Nay
Aaj Phir Yaad Bohat Aaya Woh
Aaj Phir Us Ko Dua Di Hum Nay
Koi To Baat Hia Us Main Faiz
Her Khushi Jis Pay Luta Di Hum Nay!!
----------------------------------------------------------------------------------------------
hum parwarash-ai-loh-o-qalam kartai rahaingai
jo dil pai guzarti hai raqam kartai rahaingai
asbaab-ai-gham-ai-ishq baham kartai rahaingai
viraani-ai-dauraan pai karam kartai rahaingai
haan ahl-ai-sitam mashq-ai-sitam kartai rahaingai
haan talkhi-ai-ayyaam abhi aur barhai gi
dam hai to madaaw-ai-alam kartai rahaingai
manzur yaih talkhi yaih sitam hum ko gawaar
tazzain-ai-dar-o-baam-ai-haram kartai rahaingai
maikhan salaamat hai to hum surkhi-ai-mai sai
rang-ai-lab-o-rukhsar-ai-sanam kartai rahaingai
baqi hai lahu dil maiin to har ashk sai paid
aik arz-ai-tamann hai so hum kartai rahaingai
aik tarz-ai-taghaaful hai so woh unko mubaarak