Mohabat best urdu poetry – love poetry
محبت اور موت کی پسند تو دیکھو
ایک کو دل چاہیے دوسرے کو دھڑکن
ہزاروں کا ہجوم ہے دل کے آس پاس
دل پھر بھی دھڑکتا ہے ایک ہی نام سے
دل کی ضد ہو تم ورنہ
ان آنکھوں نے بہت لوگ دیکھے ہیں
لوگ جانیں گے تجھے میرا حوالہ دیکر
میرا ہونا تیرے ہونے کی نشانی ہو گا
آؤ اس فرق نظر کو بھی مٹادیں
دنیا یہ سمجھتی ہے ہم اور ہیں تم اور
یہ عشق کا روگ جاتا نہیں خدا کی قسم
گلے میں ڈال کے سارے تعویز دیکھے ہیں
کرنے ہیں اگر شکوے محبوب سے وصی
پھر چھوڑ دے محبت کوئی اور کام کر
mohabat aur mout ki pasand to dekho
aik ko dil chahiye dosray ko dharkan
hazaro ka hajhoom hai dil ke aas paas
dil phir bhi dhadakataa hai aik hi naam se
dil ki zid ho tum warna
un aankhon ny bohat log dekhe hain
log jaanen ge tujhe mera hawala day kar
mera hona tairay honay ki nishani ho ga
aao is farq nazar ko bhi meta de
duniya yeh samjhti hai hum aur hain tum aur
ye ishhq ka rog jata nahi kkhuda ki qisam
gilaay mein daal ke saaray taweez dekhe hain
karne hain agar shikway mehboob se wasii
phir chore day mohabbat koi aur kaam kar