parveen shakir poetry | Parveen shakir sad urdu poetry for broken hearts | Parveen shakir ghazals
![]() |
Dard Kia Hota Hai Batayein Gay Kisi Roz
Kamal Ki Ghazal Tum Ko Sunayein Gay Kisi Roz
Thi Un Ki Zid K Main Jaaoun Un Ko Manane
Mujh Ko Ye Veham Tha Wo Bulayein Gay Kisi Roz
…
Kabi B Maine To Socha B Nahi Tha
Wo Itna Mere Dil Ko Dukhayein Gay Kisi Roz
Har Roz Sheshay Se Yehi Poochta Hoon Main
Kia Rukh Pe Tabassum Sajayein Gay Kisi Roz
Urney Do In Parindon Ko Azaad Fizaon Mein
Tumhare Hon Agar To Lout Aayein Gay Kisi Roz
Apne Sitam Ko Dekh Lena Khud Hi Saqi Tum
Zakhum-E-Jigar Tumko Dekhein Gay Kisi Roz
ko baku phail gayai baat shinasai ki
uss nay khusboo ki tarah mairi pazaiairai ki
kaisay kah doon uss nay chhoor di mujay
baat tu sachh hai magair baat hai ruswai ki
woo kahin b giy lot tu mairaiy pass ay
bus yahi baat hai achhi mairaiy harjai ki
uss nay jalti hoyai paihshani paiy jab hath rakh
rooh tak aa gayai tasaiair masaiaihai ki
aab b barsat ki ratoon maiin badain toottah hai
jaag utthi hai ajab khuwaishain angrai ki
chhaihr mair th nigahain us ki
khamushi main bhi wo batain us ki
mairai chhaihrai pai gazal likhti gain
shair kahti hui ankhain us ki
shokh lamhon ka pat dainai lagin
taiz hoti hui sansain us ki
aisai mausam bhi guzarai ham nai
subhain jab apni thin shamain us ki
dhyan main us k yai alam th kabhi
ankh mahtab ki yadain us ki
faisal mauj-ai-haw nai likkh
andhiyan mairi baharain us ki
nind is sochh sai tuti aksar
kis tarah katati hain ratain us ki
dur rah kar bhi sad rahti hai
mujh ko thamai huai bahain us ki
isi main khush hun mair dukh koi to saht hai
chhali chhalun ki jahan tak yai sath raht hai
zamin-ai-dil yun hi shadab to nahin ai dost
qarib main koi dariy zarur baht hai
na janai kaun sa fiqr kahan raqm ho jayai
dilon ka hal bhi ab kaun kis sai kaht hai
mairai badan ko nami kh gai ashkon ki
bhari bahar main jaisai makan daht hai
justaju khoyai huon ki umr bhar kartai rahai
chhand k hamrah ham har shab safar kartai rahai
raston ka ilm th ham ko na simton ki khabar
shahar-ai-namalum ki chhahat magar kartai rahai
ham nai khud sai bhi chhupay aur sarai shahar sai
tairai janai ki khabar dar-o-diwar kartai rahai
wo na ayaig hamain malum th us sham bhi
intazar us ka magar kuchh sochh kar kartai rahai
aj ay hai hamain bhi un uranon ka khayal
jin ko tairai zaum main bai-bal-o-par kartai rahai